history of love

mohhbat ki datan bahut purani hai......... kahani hai ye purani , lekin aaj v jawaani hai..

payar ek junoon hai  jo aaj v jinda hai.

payar ek ahasas hai jo aaj v jinda hai

          payar ek vishwash hai

aaj ke naujawan v payar karte hai..
vo naujawan jo mot se ladne ka shahas rakhte hai..
vo naujawan jo dil mai  aseem himmat rakhte hai..

pr falsafa dekho payar ka..
ye naujawan dil ki bat kahne se darte hai.

taras aata hai mujhe aaj ki naujawan peedi par..
jo apne aap ko jawan kahti hai..
jo kahti hai ki ham v payar krte hai..
inke ijhar karne ka tarika to dekho

salo tak chipa sine mai inke payar dard ban jata hai.
ek naujawan apni sari umar payar ka ijhar nahi kar pata hai..

pata nahi kyu ye naujwan sar jhukaye baithe hai...
sine mai bepahna dard chupaye baithe hai...

ek naujawan jo kam samay mai bahut kar jata hai ..
sari umar dhai(5/2) shabd nahi kah pata hai..

aaj ke halat chupe nahi kisi se..
payar payar nahi raha ..
vo siraf hawa jais aeahsas hai..

agar ke jamane bat chalti hai payar ki ..

to log kahte hai ki ye siraf bakwas hai..



ya purana ithaas hai...............

Comments

Popular posts from this blog

smile please..... beewee ka naukar

काश तुम्हे पता होता